Filmmaker Abhinav Kashyap, known for directing films like Dabangg and Besharam, is currently making the headlines. In an interview with Bollywood Thikana, the director expressed how Salman Khan and Arbaaz Khan took the credit for the success of Dabangg, how Salman Khan destroyed his career, revealed many deep secrets of the Bollywood industry, blamed Salman for his failures, Salman is jealous of new stars like Ahaan Panday and much more. 

When the journalist asked him why Salman Khan did Dabangg, and how the film was quickly made. 

Abhinav Kashyap makes shocking claim against Salman Khan

To which Abhinav said, “Salim Khan ke bete hai na, maine apni script unko bhi sunai unko bohat samajh hai script ki kyuki itni bade writer the wo apni zamane ki. Unhone pura narration suna ek bhi achi cheez nahi boli unhone bas yeh bola ki ek dialogue nikal do tum, Hum Kisike Baap se nahi darte uska bajay yeh kar do ki hum bas apne baap se hi darte hai aisa kar do. Tab maine mundi hila di thi lekin fhir bhi maine bhi film who rakha jo pehle se tha.”

"Apne aap ko sanskaari batate hai na khud ko khalifa, chaudary samjhte hai"

He went to add, “Toh ab mujhe samjh mai aa raha hai ki tab unhone aisa kyu bola, apne aap ko sanskaari batate hai na khud ko khalifa, chaudary samjhte hai lekin hai nahi yeh log. Main toh Salim-Javed ki filme dekh kar bada hua hu woh superstars the humare liye. Purri ki purri film education yehi hai mere liye mujhe tha ki unki jaise writing karni hai bada banna hai, in fact mujhe yeh yaad ata hai Salim Khan ne kisi interview mai kaha ki do laaker hai ek length ki aap kya karoge aap khud ek badi lakeer bana do. So Dabangg ke sath maine yehi kiya”

"Salman Khan is jealous of Ahaan Panday after Saiyaara"

Abhinav shared, “Mujhe laga milega success mila bhi mujhe, toh aise naye log aate rahenge unko milega success. Salman Khan, Salim Khan yeh log itna bade nahi haii, yeh log cinema nahi hai, yeh log cinema se hai. Inke pehle bhi cinema tha inke pehle bhi bade directors the actors the inke baad bhi bade kalakar ayenge inse bade aur diggaj banenge. Abhi dekho yeh Ahaan Panday aaya, ab inko inse bhi irsha hogi, jealousy hogi ki itna zyada acha kaise hai. Salman bhudau toh 60 saal ka hai aur yeh Ahaan 28 saal ka toh jalan hogi isse. Iske sath kaise compete karenge ab.”

He further added, “Inko na yeh Ahaan jaise logo se insecurity hoti hai inko hota hai ki inhe upar nahi aane dena hai. Yeh log fhir na thodi upar ate hai yeh log turant kaat dete hai. Aise karte hai ki kaat do, khatam kar do. Yeh sab karke inhone kitne logo ka career kharab kiya hain kamse kam 1000 logo ka kiya hoga khatam career. Mere career kharab nahi kar paaye kyuki main toh writer hu, kaam deta hu mai log mangte hai mujhse. Meri idea par pal pul rahe hai yeh log inka ped kaatna bohat zaruri hain.”